Calpol 500Mg Tablet Uses & side effects in Hindi

Calpol 500Mg Tablet Uses & side effects 


Is Medicine main Paracetamol hota hai ye ek chemical ka naam hain drug ka naam hain, ise kafi sari alag alag companies alag alag naam se banati hain , calpol tablets ko galaxosmithkline (gsk) company banati hain Normally ye 500mg ya 650 mg main available hoti hain Paracetamol ko acetaminophen aur APAP bhi kehte hain Is tablet ko Mild se moderate pain ko kam karne aur fever ko control karne k liye kia jata hain Ise acute headaches aur migraine main use karte hain.






               500mg paracetamol se menstrual cramps ya menstrual cycle ke pain ko kam kia ja sakta hain, arthritis aur osteoarthritis main bhi ise use kia jata hain, Toothaches aur lower back pain main ye fayedemand hain. is medicine ka asar apko 1 ghante main hi dekhne ko milta hain agar ap ise dard kam karne k liye use kar rahe ho jab k bukhar ko kam karne k liye ye dawai 30 minutse main asar dikhati hain agar aap phle se kuch medicines kha rahe hain jaise ke 
 Carbamazepine
 Phenytoin
 Sodium Nitrite Leflunomide
 Prilocaine
 Isoniazid
 Naltrexone 
 to aap Calpol 500 ko na lain kyun ke  in dusri dawaiyo k sath inke moderate to sevier interactions ho sakte hain agar ap sharab pite ho to ye dawai na le is serious liver injuries ho skti hain
 agar ap ko phle se koi liver disease ho to ap apne doctor se consult karain agar hum side effects ki bat karain to is dawai ko bar bar khane ya overdose hone se liver damage ho skta hain skin reactions ya allergies ho skti hain jaise ke rash, hives, itching, red, swollen, blistered, or peeling skin asthma, nausea vomiting aur fatigue 

Calpol 500mg tablet ke 2 dose har 4 se 6 ghanto main orally le skte hain ek healthy adult is dawai ko 4000mg har 24 ghanto main le sklta hain yani 500mg ki 8 tablets har din bina doctor ki salah ke aap kisi bhi dawai ko na lain.
agar aap is dawai ko bukhar kam karne ke liye use kar rahe hain to 3 dino main fayeda na hone par is dawai ko lena band karain aur apne doctor se consult karain aur agar aap is dawai ko as a pain killer use kar rahe hain to 7 dino main fayeda na hone par doctor se consult karain agar aap ko is dawai se kisi bhi trah ki alaergy hain sweeling ,rednees ya skin rash ho rahe hon to ap is dawai ko band kar skate hain.





video dekhne ke liye yahan click karain 


Comments